Sunday, March 19, 2017

Yeh to karishma hai mohabbat ka (love shayari)

Agar hum nahi hote to gazal kaun kehta,
Aapke chehre ko kamal kaun kehta,
Yeh to karishma hai mohabbat ka,
Warna pattharon ko Tajmahal kaun kehta..

No comments: