Saturday, April 23, 2011

kuchha nasha to aapki baat ka hai

 I love you
kuchha nasha to aapki baat ka hai
kuchha nasha to aapki jazbaat ka hai
hume aap eu hi sarabi na kahiye
is dil par asar to aap se mulkat ka hai

phool khilte rahe jindagi ki rah me

phool khilte rahe jindagi ki rah me,
hasi chamkati rahe aap ki nigaah me
kadam kadam par mile kushi ki bhar aapko,
dil deta hai yehi duaa bar bar aapko

sau dushmani kabul hai aapki dosti ke liye

sau bewafai kabul hai ek bewafai ke liye
sau aasu kabul hai ek hasi ke liye,
hum to mohtaj hai aapke pyaar ke
sau dushmani kabul hai aapki dosti ke liye

dosti gajal hai gum gun gunane ke liye

dosti gajal hai gum gun gunane ke liye
dosti  nagma hai sunane ke liye
yeh woh jajba hai jo sab ko nahi milta 
kyon ki hosla chahiye dosti nibhane ke liye

marte bhi hoge to mohalat lekar aayenge

wada to nahi karte dosti nibhayenge,
kosis yehi rahegi aapko nahi satayenge,
jarurat pade to dilse pukarana ,
marte bhi hoge to mohalat lekar aayenge.

hum wo nahi jo tujhe gum me chhod dege

hum wo nahi jo tujhe gum me chhod degehum wo nahi jo tujse nata tod dege
hum to tere wo dost hai
jo agar teri shase band ho
to apni shase jod dege

dosto se pyar kabhi kam na hoga

ye safar dosti ka kabhi khatam na hoga,
dosto se pyar kabhi kam na hoga,
dur rahkar bhi jab rahegi mahak iski,
hume kabhi bichhadne ka gum na hoga.

insan kabhi khuda nahi hota

dost dost se khafa nahi hota,
pyar pyar se juda nahi hota
bhula dena kamiyo ko
kyunki insan kabhi khuda nahi hota

risto ki kitab ka kabhar hai dosti

risto ki kitab ka kabhar hai dosti,
dosti se bani hai hamari hasti,
khun ke risto ki baat aap karte hai,
humare liye to jindagi hai aap ki dosti.

judai se pyar kisko hai

kismat par aitbaar kisko haimil jaye khusi inkaar kisko hai
kuchha majbuirya hai mere dost
warna judai se pyar kisko hai