Saturday, April 23, 2011

risto ki kitab ka kabhar hai dosti

risto ki kitab ka kabhar hai dosti,
dosti se bani hai hamari hasti,
khun ke risto ki baat aap karte hai,
humare liye to jindagi hai aap ki dosti.

1 comment:

roshan shah said...

are kya bata hai maine to suna tha ki sirf kitab ka hi cover hota hai par aapne to risto ki bhi cover bana di