Tuesday, April 22, 2014

Maut ka kya hai aani hi hai ek din

Kese jee raha hu nahi janta,
Kyu ab tak zinda hun nahi janta..
Maut ka kya hai aani hi hai ek din,
Tu kab aaegi nahi janta…
Chahta hu sirf tujhe zamana janta hai,
Tu kab chahegi nahi janta…
Tera tha tera hun tera hi rahunga,
Tu kab mera hoga nahi janta.

No comments: