Wednesday, April 20, 2011

hum unki jarurat hua karte the

kal tak hum aapki jaan hua karte the,pata nahi kitni bar ijhar-e-mohabat kiya karte the,
aaj kalpata nahi kya hua unhe ki baat chit kuchha kam kiya karte hai,
gaur se socha to pata chala,
ki pahle hum unki jarurat hua karte the.
 

No comments: