Sunday, April 20, 2014

jo bach gaya use tanhai mar dalegi

kisi ko  mohabat ki sachai mar dalegi,
kisi ko mohabat ki gaharai mar dalegi,
karke mohabat koi na bach payega,
jo bach gaya use tanhai mar dalegi

Saturday, April 12, 2014

teri kasam hum teri yaadein jo aati hai

teri kasam hum teri yaadein  jo aati hai
hume har pal satati hai
ab to nahi lagta humara dil
tumhare bin ab har dhadkan rulati hai