Saturday, April 23, 2011

marte bhi hoge to mohalat lekar aayenge

wada to nahi karte dosti nibhayenge,
kosis yehi rahegi aapko nahi satayenge,
jarurat pade to dilse pukarana ,
marte bhi hoge to mohalat lekar aayenge.

hum wo nahi jo tujhe gum me chhod dege

hum wo nahi jo tujhe gum me chhod degehum wo nahi jo tujse nata tod dege
hum to tere wo dost hai
jo agar teri shase band ho
to apni shase jod dege

dosto se pyar kabhi kam na hoga

ye safar dosti ka kabhi khatam na hoga,
dosto se pyar kabhi kam na hoga,
dur rahkar bhi jab rahegi mahak iski,
hume kabhi bichhadne ka gum na hoga.

insan kabhi khuda nahi hota

dost dost se khafa nahi hota,
pyar pyar se juda nahi hota
bhula dena kamiyo ko
kyunki insan kabhi khuda nahi hota

risto ki kitab ka kabhar hai dosti

risto ki kitab ka kabhar hai dosti,
dosti se bani hai hamari hasti,
khun ke risto ki baat aap karte hai,
humare liye to jindagi hai aap ki dosti.

judai se pyar kisko hai

kismat par aitbaar kisko haimil jaye khusi inkaar kisko hai
kuchha majbuirya hai mere dost
warna judai se pyar kisko hai

Wednesday, April 20, 2011

hum unki jarurat hua karte the

kal tak hum aapki jaan hua karte the,pata nahi kitni bar ijhar-e-mohabat kiya karte the,
aaj kalpata nahi kya hua unhe ki baat chit kuchha kam kiya karte hai,
gaur se socha to pata chala,
ki pahle hum unki jarurat hua karte the.
 

ek lamhe me unhone hamari jindagi sawar di

ek lamhe me unhone hamari jindagi sawar di,
ek lamhe me unhone hamari jindagi ujad di,
kasoor unka nahi hamara hai,
jo un do lamho me humne hamari jindagi gujar di.

aadat si ho gayi chot khane ki

dil ko aadat si ho gayi chot khane ki,bhigi hui palko ke saath muskurane ki,
kas anjaam-e-wafa pahle se jaan jaate,
tooh.............
kosis bhi nahi karte dil lagane ki.

Monday, April 18, 2011

उस खुदा ने भी जशन मनाया होंगा

उस  खुदा  ने  भी  जशन  मनाया  होंगा ,

जिस  दिन  आपको  अपने  हाथों  से  बनाया  होंगा ,

उसने  भी  बहाए  होंगे  आसू ,

जिस  दिन  आपको  यहाँ  भेज  खुद  को   अकेला  पाया  होंगा